Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chod Diya Ghar Baar Rani
|
Om Prakash, Shamshad Begum, Mohammed Rafi | Husnlal Bhagatram | ||||
Meena Bazaar (1950) | Qamar Jalalabadi | ||||||
chhod diya ghar bar rani
tere liye haye tere liye
kyu choda ghar bar o raja
mere liye haye mere liye
o chhod diya ghar bar rani
tere liye haye tere liye
tu kya dega mujhko raja
jhumar jhumke launga
kaise dil jitega mere
o lakho gane gaunga
sikhe geet hazar rani
tere liye haye tere liye
sikhe geet hazar rani
tere liye haye tere liye
chhod diya ghar bar rani
tere liye haye tere liye
in nazro se dekh na raja
dar gayi dar gayi dar gayi mai
dar gayi uui dar gayi
haaye dar gayi dar gayi dar gayi mai
wo aaya hai bak mera
haye mar gayi mar gayi mar gayi mai
mar gayi uui mar gayi
haye mar gayi mar gayi mar gayi mai
gaali suni hajaar raani tere liye
haye tere liye
chhod diya ghar bar rani
tere liye haye tere liye
bhul ja ab tu mohabbat ki kahani ab bhul ja
hargiz nahi hargiz nahi
ye nazare ye mohabbat ye jawaani bhul ja
hargiz nahi hargiz nahi
hoye chhod diya ghar bar rani
tere liye haye tere liye
tujhko husn par garur
mujhko ishk par gauru
aao chale yaha se dur dur
yaha se dur kaha