Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chiraiya Ko Baaz Liye Jaye
|
Anuradha Paudwal | Laxmikant Pyarelal | Rekha | |||
Kasam Suhag Ki (1989) | Hasan Kamal | Mujra Songs | |||||
tirchi baki najar se khud ko solah sal bachaye rakha
dal chala pinjare me ek dil aisa ek shikari aya
maina bole chiraiya ko baz liye jaye
aisi bholi ko kaisa dagabaz liya jaye
maina bole chiraiya ko baz liye jaye
aisi bholi ko kaisa dagabaz liya jaye
aao aao ri saheli koi pucho ye paheli
par noch ke bedarda pake akeli
kal ke wado pe bahlake aj liye jaye
aisi bholi ko kaisa dagabaz liya jaye
maina bole chiraiya ko baz liye jaye
aisi bholi ko kaisa dagabaz liya jaye
seena jori se julmi ne baiya marori
pahle jhumka gira phir tuti payal nigodi
seena jori se julmi ne baiya marori
pahle jhumka gira phir tuti payal nigodi
sur maine machaya sur maine machaya
koi aao re aao bachao re aao
ek sahri ko ek jangli baz liye jaye
aisi bholi ko kaisa dagabaz liya jaye
maina bole chiraiya ko baz liye jaye
aisi bholi ko kaisa dagabaz liya jaye
sab ke sab ye julm dekhte hi rahe
sab ke sab ye julm dekhte hi rahe chhod de re chhod de re
chhod de re bedardi ye kaun kahe
chhod de re bedardi ye kaun kahe
dur se bas yahi dur se bas yahi ek awaz ayi
ho ayi ayi mua sari mohalle ki laz liye jaye
aisi bholi ko kaisa dagabaz liya jaye
maina bole chiraiya ko baz liye jaye
aisi bholi ko kaisa dagabaz liya jaye
aisi bholi ko kaisa dagabaz liya jaye
aisi bholi ko kaisa dagabaz liya jaye