Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chinab Ke Behte Hue Pani
|
Zohrabai Ambalewali, G. M. Durrani | Lal Muhammad | ||||
Sohni Mahiwal (1946) | Swami Ramanand Saraswati | ||||||
chinab ke behte huye pani
chinab ke behte huye pani
mere dilbar se kah de tu meri kahani
mere dilbar se kah de tu meri kahani
chinab ke behte huye pani
chinab ke behte huye pani
mere dilbar ko kah de ye mere paigam
mere dilbar ko kah de ye mere paigam
teri yad me teri yad me roti hai subah sham
kahana ro ro ke hui hai jawani diwani
ro ro ke hui hai jawani diwani
chinab ke behte huye pani
mere dilbar se kah de tu meri kahani
chinab ke behte huye pani
jab se bas me pade hai tujhse yad ke
jab se bas me pade hai tujhse yad ke
tab se tukade huye dil ae barbad ke
tab se tukade huye dil ae barbad ke
dag khun ka hai ab to dil ki nishani
dag khun ka hai ab to dil ki nishani
mere dilbar se kah de tu meri kahani
mere dilbar se kah de tu meri kahani
chinab ke behte huye pani
chinab ke behte huye pani
shama pe jal jaye jaise patanga
shama pe jal jaye jaise patanga
tu bhi kahe mohabbat me jal ja
tu bhi kahe mohabbat me jal ja
ulfat na jani duniya hai pani
mere dilbar se kah de tu meri kahani
mere dilbar se kah de tu meri kahani
chinab ke behte huye pani
chinab ke behte huye pani