Lyrics of Chhotee See Jindagee Aur Lamba Safar
chhote chhote lamhe, dhup kabhee chhanv
jo bhee hai batenge yaro chale aao
gham ne sataya, toh yaro ko bulao
khushi ka sandesa toh yaro ko batao
ho yeh jindagee hai adhuree, thodee yaree hai jaruree
har sham rangilee, jab yar baithe sath kahee
chhotee see jindagee aur lamba safar
aur rasta banana hame chahe khushiya mile, chahe aansu mile
abb sath hai jana hame - (2)
bade muskhilo se, milee hai dostee
sine se laga ke, rakhee hai dostee
hasna aur rona sikhaaye dostee
gham me yeh hath badhaye dostee
aao jara ijhahar kare, dosto se jyada pyar kare
har sham rangilee, jab yar baithe sath kahee
yeh khubsurat se din, kitne sundar yeh din jo na sang honge
yado ke hajaro rang honge, (dil me mere -2)
kaise kaise fasle hain, hamne jo tai kiye hain
har sham rangilee, hai jo yaro ka ho saath mila
hogee subah nayee, dubega din nahee
ho ham har le irada, har khushee hai meree
yaro kee khushee, har gham hoga aadha aadha
chhotee see jindagee aur lamba safar
aur rasta banana hame, chahe khushiya mile, chahe aansu mile
abb sath hai jana hame