Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chhod Meri Baiyya Balam
|
Asha Bhosle | Kishore Kumar | ||||
Door Gagan Ki Chaon Mein (1964) | Shailendra | ||||||
chhod meri baiya balam beiman
chhod meri baiya balam beiman
aate jate dekh lega koi
chhui mui jaisi nanhi si meri jaan
chhui mui jaisi nanhi si meri jaan
aate jate dekh lega koi chhod meri baiya
aaha nikli thi balam lene bagiya se phul
nikli thi balam lene bagiya se phul
bato bato me teri rah gayi bhul
o o haye re mai aayi kaha chhuta ghar mera waha
udti hai dur jaha rait bhari dhul
lage dar mujhko yaha haye haye haye
chhod meri baiya chhod meri baiya balam beiman
aate jate dekh lega koi chhod meri baiya
uh tapti hai rah sanam jalte hai pav
tapti hai rah sanam jalte hai pav
ambuva ke paid tale thandi hai chhav
o raste ke bich khadi tu kyu uljhan me padi
logo ki nazar buri jalta hai gav
jaane kya kah de koi haye haye haye
chhod meri baiya chhod meri baiya balam beiman
aate jate dekh lega koi
chhui mui jaisi nanhi si meri jaan
aate jate dekh lega koi chhod meri baiya