Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chhedoge Agar Mujhko Jaan Ke
|
Mohammed Rafi, Kamal Barot | Kalyanji Anandji | ||||
Sunehri Nagin (1963) | Farooq Qaiser | Ched Chad Songs | |||||
chedoge mujhko agar jaan ke jine na dungi iman se
chele hai ham bhi juma khan ke tumpe marenge iman se
chedoge mujhko agar jaan ke jine na dungi iman se
chele hai ham bhi juma khan ke tumpe marenge iman se
tujhko milega sanam kya dil ko tod ke
tujhko milega sanam kya dil ko tod ke
jayenge ab na tere daman ko chhod ke
jayenge ab na tere daman ko chhod ke
khabardar na kar pyar jara dil ko tu apne sambhal rakhna
bigdunga jab mai bura man ke jodoge baiya iman se
chedoge agar mujhko jaan ke jine na dungi iman se
apna sakoge nahi bato ke jor se
apna sakoge nahi bato ke jor se
dil to bandhega piya chahat ki dor se
dil to bandhega piya chahat ki dor se
o meri ja meharba aisi bato se hamko na tal rakhna
kah dungi jake abba jan se sar ko bachana iman se
chele hai ham bhi juma khan ke tumpe marenge iman se
chedoge agar mujhko jaan ke jine na dungi iman se
chele hai ham bhi juma khan ke tumpe marenge iman se