Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chhayi Re Badariya, Abke Baras Bada Zulm Hua
|
Lata Mangeshkar | Shaukat Dehlvi Nashad | Geeta Bali | |||
Baradari (1955) | Khumar Barabankwi | Happy Songs | |||||
chhayi re badariya aaja re sawariya ke jiyra san nan kare
o abke baras bada julm hua mora bachpan gaya haye ram
jiya mora dole haye piya piya bole ho na jau kahi badnam

aaya re sawan ud chunari adaani
aaya re sawan ud chunari adaani
ho suni suni laage mohe rut suhani
ho suni suni laage mohe rut suhani
ek to jiya mere bas me nahi duja ankhiya bigade kaam
jiya mora dole haye piya piya bole ho na jau kahi badnam
bahke re kadam more chhalke re najriya
bahke re kadam more chhalke re najriya
yaad mohe aaye meri bali umariya
yaad mohe aaye meri bali umariya
papi jamane se mohe dar laage na laga de koi ilzam