Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chhanak Chhanak Chhan Bole
|
Snehal Bhatkar | Datta Korgaonkar | ||||
Harihar Bhakti (1956) | S P Kalla | ||||||
chanak chanak chan bole
chanak chanak chan bole
dur desh se aaya re johri
lelo gahne ji
mol kya iske kahne ji
albeli isko pahnegi
chanak chanak chan bole
dur desh se aaya re johri
lelo gahne ji
mol kya iske kahne ji
albeli isko pahnegi
are shikari tere teer se
tanik na mujhe darana
are shikari tere teer se
tanik na mujhe darana
naino ke ban sahe hai dil pe
mai hu wo diwana
ha ha mai hu wo diwana
tujhe muft me kabhi na dunga
tujhe muft me kabhi na dunga
kisi bahane bhi
mol kya iske kahne ji
albeli isko pahnegi
chanak chanak chan bole
dur desh se aaya re johri
lelo gahne ji
mol kya iske kahne ji
albeli isko pahnegi
mathura ka nami bala
kano ke pahnegi gwala
bhai pahne pahne sala
mathura ka nami bala
kano ke pahnegi gwala
bhai pahne pahne sala
are gokul gokul wala
payal pahne matwale
chede to hai deti gali
cham cham jhumar cham cham bali
lage suhane geet
mol kya iske kahne ji
albeli isko pahnegi
chanak chanak chan bole
dur desh se aaya re johri
lelo gahne ji
mol kya iske kahne ji
albeli isko pahnegi
chandan har dev ne jisko
apne hath banaya
chandan har dev ne jisko
apne hath banaya
isko dekh sabhi pariyo ke
muh me pani aaya
ha ha muh me pani aaya
ye anmol bhet mai laya
ye anmol bhet mai laya
tumhe pahnanne ji
mol kya iske kahne ji
albeli isko pahnegi
chanak chanak chan bole
dur desh se aaya re johri
lelo gahne ji
mol kya iske kahne ji
albeli isko pahnegi