Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chham Chham Baje Payal Matwali
|
Usha Mangeshkar, Asha Bhosle | Dattaram Wadkar | Dara Singh, Mumtaz | |||
Tarzan Comes To Delhi (1965) | Anand Bakshi | ||||||
cham cham baje payal matwali
cham cham baje payal matwali
kabhi jiya ghabraye kabhi nain sharmaye
piya kaisi najar tune dali
cham cham baje payal matwali
kabhi jiya ghabraye kabhi nain sarmaye
piya kaisi najar tune dali
cham cham baje payal matwali
tham tham ke mai chalti hu
haye tham tham ke mai chalti hu
par phir bhi balam tere sar ki kasam
nahi chupte tarane cham cham ke
dhadak jaye dil to yahi khota hai
dhadak jaye dil to yahi khota hai
tham tham ke mai chalti hu
par phir bhi balam tere sar ki kasam
nahi chupte tarane cham cham ke
haye deti hai tane ye sari khudai
deti hai tane ye sari khudai
piya aaj mujhe laaz badi aayi re
cham cham baje payal matwali
kabhi jiya ghabraye kabhi nain sarmaye
piya kaisi najar tune dali
cham cham baje payal matwali
diwana dil mastana haye diwana dil mastana
aise aahe bhare aisi bate kare sunle na koi afsana
machal jaye dil to yahi rota hai
machal jaye dil to yahi rota hai
diwana dil mastana aise aahe bhare aisi bate kare
sun le na koi afsana haye tera hai kya piya tu hai saudai
tera hai kya piya tu hai saudai
ho na jaye kahi meri ruswai re
cham cham baje payal matwali
cham cham baje payal matwali
kabhi jiya ghabraye kabhi nain sarmaye
piya kaisi najar tune dali
cham cham baje payal matwali