Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chhal Chhal Pani Hamari Zindgani
|
Manna Dey, Asha Bhosle | Salil Chowdhury | ||||
Amaanat (1955) | Shailendra | ||||||
chhal chhal pani hamari zindgani
ye chal ke rukna jane na jane na
chhal chhal pani hamari zindgani
ye chal ke rukna jane na jane na
badi albeli ye badi mastani
ye duniya ke bandhna
mane na mane na
har pal chanchal rahe rah badal
murakh hai jo pahchane na
chhal chhal pani hamari zindgani
ye chal ke rukna jane na jane na
hai koi jo jivan ke umadte
chadhte hue tufan ko roke
hai koi jo jivan ke umadte
chadhte hue tufan ko roke
aaj subah ki dhup me pyare
chal na sakenge sham ke dhokhe
o sham ke dhokhe
chhal chhal pani hamari zindgani
ye chal ke rukna jane na jane na
badi albeli ye badi mastani
ye duniya ke bandhna
mane na mane na
har pal chancahl rahe rah badal
murakh hai jo pahchane na
kahne ko jivan bahta pani
lekin iski dhar ko dekho
kahne ko jivan bahta pani
lekin iski dhar ko dekho
ghisti hui chattan ko dekho
kate hue pahad ko dekho
o pahad ko dekho
chhal chhal pani hamari zindgani
ye chal ke rukna jane na jane na
badi albeli ye badi mastani
ye duniya ke bandhna
mane na mane na
har pal chancahl rahe rah badal
murakh hai jo pahchane na
lakho geet hazaro nagme
jage is kal chhal chhal se
lakho git hajaro nagme
jage is kal chhal chhal se
sawan bhado gehu dhan hai
sabhi kuch hai is bahte jal se
o bahte jal se
chhal chhal pani hamari zindgani
ye chal ke rukna jane na jane na
badi albeli ye badi mastani
ye duniya ke bandhna
mane na mane na
har pal chancahl rahe rah badal
murakh hai jo pahchane na