Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chehre Se Apne Aaj To Parda Uthayiye
|
Mohammed Rafi | Naushad | Waheeda Rehman, Rajendra Kumar | |||
Palki (1967) | Shakeel Badayuni | Romantic Songs | |||||
sadka utariye ke lage na kahi nazar
sehre me aaj phul sa mukhda hai jalvagar
chehre se apane aaj to parda uthayiye
chehre se apane aaj to parda uthayiye
lillaah mujhko chaand si surat dikhayiye
jannat hai ye makam dare yaar hai ye ghar
jannat hai ye makam dare yaar hai ye ghar
dil kah raha hai aaj yahi sir jhukayiye
chehre se apane aaj to parda uthayiye
uthyiye khuda ke vasate
uthyiye khuda ke vasate
lag jayiye gale rasmo riwaz
sharamo haya sab hatayiye
chehre se apane aaj to parda uthayiye
lillaah mujhko chaand si surat dikhayiye
ye kah ke hum badte rahe aap ki taraf
thodi si dur aap bhi tashrif layiye
thodi si dur aap bhi tashrif layiye
chehre se apane aaj to parda uthayiye