Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chehra Apna Dekhte Hai Aaine Me Woh Woh
|
Alka Yagnik, Kumar Sanu | Anu Malik | ||||
Chehraa (1999) | Sameer | ||||||
chehra apna dekhte hai aayine me woh woh

aur yeh bhi dekhte hai koyi dekhta na ho

apni dua me sirf mujhko mangte hai woh woh

aur yeh bhi mangte hai koyi mangta na ho

gore badan se unka aanchal jara sa dhalka
jaaga mere sine me koyi dard halka halka
mujhko pata hai mujhse woh pyar kar rahe hai
phir bhi na jane kyun kehne se darr rahe hai
har lamha mere bare me sochte hai woh woh

aur yeh bhi sochte hai koyi sochta na
aur yeh bhi sochte hai koyi sochta na
khamosh hai juban lekin aankhe bolti hai
dhadkan me jo hai chhupa woh raaz kholti hai
unki isi ada ne diwana mujhe kar diya hai
sare jahan se begana dekho kar diya hai
bas mujhko dil-o-jan se ab chahte hai woh woh

aur yeh bhi chahte hai koyi chahta na ho