Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chandni Raat Hai Gulshan Me Bahar
|
Geeta Dutt | Vinod | ||||
Ek Thi Ladki (1949) | Aziz Kashmiri | ||||||
chandani raat hai gulshan me bahar aayi hai
lutf aa jaye jo aise me kahi aa jaye
lutf aa jaye jo aise me kahi aa jaye
unse kehna ki vo pal bhar ke liye pal bhar ke liye
aa jaye dile betab ko jara aake samjh jaye
unse kehna ki vo pal bhar ke liye
fir mere dil ko vafao ka yakin aane laga
fir mere dil ko vafao ka yakin aane laga
ha ha yakin aane laga fir mere sar ki koi jhuthi kasam kha jaye
ha kha jaye unse kehna ki palbhar ke liye palbhar ke liye
aa jaye yu mere dil ke tadapne ka tamasha dekhe
yu mere dil ke tadapne ka tamasha dekhe
ha ha tamasha dekhe
fir mujhe khawab me milne ke liye aa gaye
ha fir mujhe khawab me milne ke liye aa gaye
unse kehna ki palbhar ke liye palbhar ke liye aa jaye