Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chandaniya Nadiya Bich Nahaye
|
Hemant Kumar | Hemant Kumar | Vyjayantimala, Pradeep Kumar | |||
Anjaan (1956) | Rajinder Krishan | ||||||
chandaniya nadiya bich nahaye
o shital jal me aag lagaye
ki chandaa dekh dekh muskaaye
ho raama ho raama ho
chandaniya nadiya bich nahaye
o shital jal me aag lagaye
ki chandaa dekh dekh muskaaye
ho raama ho raama ho
puchh rahi hai lahar lahar se
kaun hai ye matvali
puchh rahi hai lahar lahar se
kaun hai ye matvali
tan ki gori chachal chhori
gende ki ek daali
o rup ki chadhti dhup sunehara
rang aaj barsaaye
ho raamaa ho raamaa ho
chandaniya nadiya bich nahaye
o shital jal me aag lagaye
ki chandaa dekh dekh muskaaye
ho raama ho raama ho
parabat parabat ghum ke aayi ye alabeli dhara
parabat parabat ghum ke aayi ye alabeli dhara
kya jaane kis asaman se tuta hai ye tara
o shola banke phul kamal ka
jal me bahata jaye
ho raamaa ho raamaa ho
chandaniya nadiya bich nahaye
o shital jal me aag lagaye
ki chandaa dekh dekh muskaaye
ho raama ho raama ho
chandaniya nadiya bich nahaye
o shital jal me aag lagaye
ki chandaa dekh dekh muskaaye
ho raama ho raama ho