Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chanda Ki Doli Me Thi Ek Pariyo Ki Rani
|
Yesudas, Asha Bhosle | Hemant Kumar | ||||
Do Ladke Dono Kadke (1979) | Yogesh | Masti Bhare Geet | |||||
chanda ki doli me thi ek pariyo ki rani
hire ke the pankh jis ke usi ki hai ye kahani
chanda ki doli me thi ek pariyo ki rani
hire ke the pankh jis ke usi ki hai ye kahani
chanda ki doli me thi ek pariyo ki rani
ek din vo pari bawari si ho gayi
uske hotho ki hansi jane kaha thi kho gayi
ek din vo pari bawari si ho gayi
uske hotho ki hansi jane kaha thi kho gayi
uske mukh par thi udasi aankho me tha pani
chanda ki doli me thi ek pariyo ki rani
yaha tak to thi pari ki hamari
ek si kahanilekin is ke baad
hum hum hai or pari
pairo me ghunguru tabhibandh kar
kuch mor nache us ke liye
pairo me ghunguru tabhibandh kar
kuch mor nache us ke liye
vo hans padi unse hire sabhi
moro ke pankho pe jad va diye
vo hans padi unse hire sabhi
moro ke pankho pe jad va diye
tab se har more ke pankho par
hai uski ye nisani chanda ki doli me thi
ek pariyo ki rani hire ke the pankh jis ke
usi ki hai ye kahani chanda ki doli me thi ek pariyo ki rani