Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chanda Ka Rang Liye
|
Talat Mehmood, Mubarak Begum | Datta Korgaonkar | ||||
Harihar Bhakti (1956) | S P Kalla | ||||||
chanda ka rang liye taro ka sang liye
chanda ka rang liye taro ka sang liye
sapno ki dunia me aaj aaj koi aa raha hai
aaj koi aa raha hai chanda ka rang liye
taro ka sang liye sapno ki dunia me aaj
aaj koi aa raha hai aaj koi aa raha hai
kirno ki dor me chand ka jhula jhulu piya ke sath
hasti bahar me phulo ki kyar me gupchup jiya me aaj
ha aaj koi ga raha hai aaj koi ga raha hai
pav nahi rukne naina kyu jhukte
ud ud jiyrwa it ut jaye
pav nahi rukne naina kyu jhukte
ud ud jiyrwa it ut jaye
ambar se aankh se badal se tak me
dharti ke man me aaj
aaj rang naya aa raha hai
rang naya aa raha hai
chunri saloni nar hamko
ghayal karo na ji ghunghat ki ot se
tum sarmao na aji ghabrao na
aji hamko tumhare pas
dil ye mera la raha hai chanda ka rang liye
taro ka sang liye sapno ki dunia me aaj
aaj koi aa raha hai aaj koi aa raha hai