Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chanda Chandni Me Jab Chamke
|
Geeta Dutt | O P Nayyar | Shammi Kapoor | |||
Mujrim (1958) | Majrooh Sultanpuri | Moon Songs | |||||
chanda chandani me jab chamke
kya ho aa mile jo koi cham se
socho puchte ho kya hamse
chanda chandani me jab chamke
kya ho aa mile jo koi cham se
socho puchte ho kya hamse
pahle to machlengi dhire dhire mil ke nigahe
pahle to machlengi dhire dhire mil ke nigahe
dil ki bate dil wala hi samjhe
dil ki bate dil wala hi samjhe
chanda chandani me jab chamke
kya ho aa mile jo koi cham se
socho puchte ho kya hamse
khili khili chandani me sunenge hawao ke tarane
khili khili chandani me sunenge hawao ke tarane
kabhi chup rahenge to kabhi kuch kahenge diwane
kabhi chup rahenge to kabhi kuch kahenge diwane
dil ki bate dil wala hi samjhe
dil ki bate dil wala hi samjhe
chanda chandani me jab chamke
kya ho aa mile jo koi cham se
socho puchte ho kya hamse
khuli khuli aankho se bhi honge
matwale soye soye
khuli khuli aankho se bhi honge
matwale soye soye
dur khade honge sapno me kahi khoye hue
dur khade honge sapno me kahi khoye hue
dil ki bate dil wala hi samjhe
dil ki bate dil wala hi samjhe
chanda chandani me jab chamke
kya ho aa mile jo koi cham se
socho puchte ho kya hamse
chanda chandani me jab chamke
kya ho aa mile jo koi cham se
socho puchte ho kya hamse