The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Chand Samne Hai Eid Ka Tujhpe Hai Meri Najar
0
Alka Yagnik, Sonu Nigam Anand Raj Anand
Yeh Mohabbat Hai (2002) Dev Kohli Romantic Songs
Lyrics of Chand Samne Hai Eid Ka Tujhpe Hai Meri Najar - चाँद सामने है ईद का तुझपे है मेरी नज़र

chand samne hai eid ka
tujhpe hai meri nazar
o chand samne hai eid ka
tujhpe hai meri nazar
janta hu mai ye sanam
gustakh hai meri nazar
oye chand mubarak chand mubarak
chand mubarak sabko
oye chand mubarak chand mubarak
chand mubarak sabko
sabko sabko mubarak chand
tu meri eid ka chand

oye oye teri jit huyi meri hir huyi
mujhe ek nayi ummid huyi
teri jit huyi meri hir huyi
mujhe ek nayi ummid huyi
karo eid ka sukrana
sukarana ji sukrana meri baat samajh jana
o chand samne hai eid ka
tujhpe hai meri nazar
janta hu mai ye sanam
gustakh hai meri nazar

mohabbat hai mohabbat hai
ye mohabbat hai ye mohabbat hai
tumko tumse manga
tumko rab se manga
ae chand mere tu sabse hasi
meri nazar lage na tujhko kahi
ae chand mere tu sabse hasi
meri nazar lage na tujhko kahi
aankho me sama jana
jara aur karib aana
meri baat samajh jana

o chand samne hai eid ka
tujhpe hai meri nazar
janta hu mai ye sanam
gustakh hai ye meri nazar
chand mubarak chand mubarak
chand mubarak sabko
chand mubarak chand mubarak
chand mubarak sabko
chand mubarak chand mubarak
chand mubarak sabko
chand mubarak chand mubarak
chand mubarak sabko