Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chand Nikla Bhi Nahi Aur Chandni Hai Saamne
|
Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan | ||||
Bhai Bahen (1969) | Rajinder Krishan | Dance Songs | |||||
chaand nikla bhi nahi aur chandani hai saamne

main gira haaye main gira koi aaye mujhko thamne

aaj yaha kal jaane kaha chand bada harjaayi
fir bhi pagale panchi ne chand se preet lagayi hai
haye chand se preet lagayi hai
chaand nikla bhi nahi aur chandani hai saamne
main gira haaye main gira koi aaye mujhko thamne
chaand nikala bhi nahi aur chandani hai saamne
tum jo bano ek shamma main parvana ban jaau
ek ishara tum kar do mai diwana ban jaau
mai diwana ban jaau
chaand nikla bhi nahi aur chandani hai saamne
main gira haaye main gira koi aaye mujhko thamne
chaand nikala bhi nahi aur chandani hai saamne
bahalao yu na sanam pyar ki juthi kasamo se
hum anjane log sahi vakif hai in rasamo se
haye vaakif hai in rasamo se
chand nikla bhi nahi aur chandani hai saamne