Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chand Mera Dil, Chandani Ho Tum
|
Rahul Dev Burman, Asha Bhosle, Kishore Kumar, Mohammed Rafi | R D Burman | Rishi Kapoor, Kajal Kiran, Tariq | |||
Hum Kisi Se Kum Naheen (1977) | Majrooh Sultanpuri | Classical Songs, Romantic Songs | |||||
chand mera dil chandni ho tum
chand se hai dur chandni kahan
laut ke ana hai yahi tumako
ja rahe ho tum jao meri ja
vaise to har kadam milenge log sanam
milega sacha pyar mushkil se
dil ki dosti khel nahi koi
dil se dil hai milta yar mushkil se
yahi to hai sanam pyar ka thikana
mai hu mai hu mai hu
chand mera dil chandni ho tum
chand se hai dur chandni kahan
laut ke ana hai yahi tumko
ja rahe ho tum jao meri ja
jao meri ja jao meri ja jao meri
aa dil kya mehfil hai tere kadmo me
aa dil kya mehfil hai tere
duniya ki bahare tere liye
chand sitare tere liye
jane ada jane ada jane vafa
tujhpe mai fida jane vafa tujhpe mai fida
aa dil kya mehfil hai tere kadmo me
aa dil kya mehfil hai tere
duniya ki bahare tere liye
chand sitare tere liye
jane ada jane ada jane vafa
tujhpe mai fida jane vafa tujhpe mai fida
aa dil kya mehfil hai tere kadmo me aa
o tum kya jano muhabbat kya hai
dil ki mehfil sanam ye mehfil nahi dil hai
o tum kya jano muhabbat kya hai
dil ki mehfil sanam ye mehfil nahi dil hai
suno ke na hamara amiri hai sitara
garibi ek aansu ye aansu hai mohabbat
mohabbat zindagi hai bas itna jaan le tu
o tum kya jano muhabbat kya hai
dil ki mehfil sanam ye mehfil nahi dil hai
o tum kya jano muhabbat kya hai
dil ki mehfil sanam ye mehfil nahi dil hai
mil gaya hamko sathi mil gaya
hamse agar koi jal gaya
ho ho jalne de ho ho jalne de
chal gaya pyar ka jadu chal gaya
hamse agar koi jal gaya
ho ho jalne de ho ho jalne de
tere liye zamana tere liye aur tu mere liye
tere liye zamana tere liye aur tu mere liye
mil gaya hamko sathi mil gaya
hamse agar koi jal gaya
ho ho jalne de ho ho jalne de
tere liye zamana tere liye aur tu mere liye
tere liye zamana tere liye aur tu mere liye