Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chand Lamhe
|
Shilpa Rao | Daniel B George | Kajol, Tota Roy Chowdhury, Riddhi Sen | |||
Helicopter Eela (2017) | Swanand Kirkire | Sad Songs | |||||
chand lamhe bas khushi ke
aakhir khali suna sa aangan
wohi andhiyari kaali raatein
wohi andhiyari sune se din
wohi khamoshi har pal char su
wohi tanhayi har su har dum
tu gaya to ruke sari saasein
mar bhi jaye to ab nahi koi gam
mar bhi jaye to ab nahi koi gam
chand lamhe bas khushi ke
dil dhadkana bhi jaise bhul gaya
pal gujarta gujarta yun tham sa gaya
saasein patthar hui ruh patthar hue
lafzon ka saath izhar ne chhod diya
nam hai aakhein raah phir sang
mar bhi jaye to ab nahi koi gam
mar bhi jaye to ab nahi koi gam
mar bhi jaye to ab nahi koi gam
mar bhi jaye to ab nahi koi gam
mar bhi jaye to ab nahi koi gam
mar bhi jaye to ab nahi koi gam