Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chand Ki Sundar Nagri Mai
|
Uma Devi, Mohammed Rafi | Shyam Sundar | ||||
Dholak (1951) | Aziz Kashmiri | ||||||
chand ki sundar nagri me
pariyo ki pariyo ki rani rahti thi
pariyo ki pariyo ki rani rahti thi
chand ki sundar nagri me
pariyo ki pariyo ki rani rahti thi
pariyo ki pariyo ki rani rahti thi
chand ki sundar nagri me
taro ki sundar kali me
geeto ki mithi boli me
wo prem kahani kahti thi
pariyo ki pariyo ki rani rahti thi
chand ki sundar nagri me
phul khile the us nagri me kali kali lahrati thi
mushkati thi sari bagiya rani jab muskati thi
pariyo ki pariyo ki rani rahti thi
pariyo ki pariyo ki rani rahti thi
chand ki sundar nagri me
ek din ek shahjade ne kuch dekha aisa sapna
sapne me rani ko dekha kho baitha dil apna
ud kar pahucha desh anokhe lekar man me aas
do naino me rachi hui thi janam janam ki pyas
pariyo ki pariyo ki rani rahti thi
pariyo ki pariyo ki rani rahti thi
chand ki sundar nagri me
soi hui thi sundar rani soi hui thi sundar rani
band pade the nain jaag rahe the lakho fitne
jaag rahe the lakho fitne karte the bechain
karte the bechain aahat pakad jaagi rani
khule nain ke dwar aahat pakad jaagi rani
khule nain ke dwar jaag utha angdayi lekar
do hradyo me pyar jaag utha angdayi lekar
jag utha angdayi lekar do hradyo me pyar