Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chand Ki Roshni Kam Ho Gayi
|
Babul Supriyo, Anuradha Paudwal | Milind Sagar | ||||
Deewana Sanam (1994) | Faaiz Anwar | ||||||
chand ki roshini kam ho gai
chand ki roshini kam ho gai
chehre se julfe hata do sanam
chehre se julfe hata do sanam
bekrar dil ko karar aaye bekrar dil ko karar aaye
is pyar ka kuch sila do sanam
is pyar ka kuch sila do sanam
chand ki roshini kam ho gai
khili khili kaliyo ki jaisi ye rangat hai
aisi hi rang bhari teri meri chahat hai
khili khili kaliyo ki jaisi ye rangat hai
aisi hi rang bhari teri meri chahat hai
ye pyar kam na hoga sanam
is pyar ke bin mai kuch bhi nahi
mujhe apne dil me chupa lo sanam
chand ki roshini kam ho gai chand ki roshini kam ho gai
chehre se julfe hata do sanam
chehre se julfe hata do sanam
chand ki roshini kam ho gai
jhuki jhuki palko se yu na karo jadu
chua jo tune mujhe dil hua bekabu
jhuki jhuki palko se yu na karo jadu
chua jo tune mujhe dil hua bekabu
lag ja gale kyu hai fasle madhosh hai dil mai bechain hu
is bekhudi ko mita do sanam
chand ki roshini kam ho gai chand ki roshini kam ho gai
chehre se julfe hata do sanam
chehre se julfe hata do sanam
bekrar dil ko karar aaye bekrar dil ko karar aaye
is pyar ka kuch sila do sanam
is pyar ka kuch sila do sanam
chehre se julfe hata do sanam
is pyar ka kuch sila do sanam
chehre se julfe hata do sanam
is pyar ka kuch sila do sanam