Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chand Ke Aansu Shabnam Bankar
|
Geeta Dutt | Mukul Roy | ||||
Sailaab (1956) | Madhukar Rajasthani | Sad Songs | |||||
chand ke aansu shabnam bankar
barse sari rain
mai kya janu raat ko kisne
de diye mere nain
kisi ke pyar ki tasveer ko
aankho me pa kar ke
bahana chahte aansu
koi roke bhi aakar ke
koi roke kisi ke
jalalta hai koi deepak
mohabbat ke basere me
jamane ki hawa kahti
mai dam lungi bujha kar
koi roke bhi aakar ke
koi roke kisi ke
zami dusman falak dushman
sitam gar ye jamana hai
zami dusman falak dushman
sitam gar ye jamana hai
magar fariyad ko meri
nahi nakam aana hai
udegi khak us ghar ki
gaye jisko basa kar ke
koi roke bhi aakar ke
koi roke
kisi ke pyar ki tasveer ko
aankho me pa kar ke
bahana chahte aansu
koi roke bhi aakar ke
koi roke kisi ke