Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chand Hansa Aakash Pe Aur Taro Mein Ishare
|
Amirbai Karnataki | Roshan | ||||
Neki Aur Badi (1949) | Kedar Sharma | ||||||
chand hasa aakash par aur
taro me ishare hone lage
taro me ishare hone lage
dhire dhire yaad unki
hum jo sudh budh khone lage
haye hum jo sudh budh khone lage
chand hasa aakash pe aur
taro me ishare hone lage
taro me ishare hone lage
chand hasa
preet ke liye kuch kuch hamne
ulfat ke tarike sikh liye
preet ke liye kuch kuch hamne
ulfat ke tarike sikh liye
samne sabke kah rahe
tanha baithe aur rone lage
tanha baithe aur rone lage
man me aag lagake wo
man me aag lagate ho
pyasi ankhiya chalkate ho
pyasi ankhiya chalkate ho
nainan ki naiya ke mali
apni naav dubone lage
tum apni naav dubone lage