Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chanaa Jor Garam
|
Usha Khanna | Madan Mohan | ||||
Ladka Ladki (1966) | Rajinder Krishan | Dance Songs | |||||
aa rahe hai samne se chand naujawa
karte hai baat se to jaise tis maar khan
laila ki ungaliya hai ya majnu ki pasliya
chalta nahi hai pata ki hai ladke hai ya ladkiya
ke hai ladke hai ya ladkiya
ke hai ladke hai ya ladkiya
hey kamal ho ya kamala bimal ho ya bimala
bate jana sarkar nahi to hum samjhenge
ki chana jor garam kamal ho ya kamala
bimal ho ya bimala bate jana sarkar
nahi to hum samjhege ki chana jor garam
ye kon ke thekedar banege kya kahna
ye desh ke pehare dar banege kya kahna
hari nisani or pila chehra
or na laahu badan me julf gira ke mathe pe
ye khak ladege chana jor garam
kamal ho ya kamala bimal ho ya bimala
bate jana sarkar nahi to hum samjhenge
ki chana jor garam
ladki dekhi khas liya bhai khub kiya
ladki dekhi khas liya bhai khub kiya
aaji kya badiya romance kiya
bhai khub kiya shuku shuku gaate gaate
ho gayi suku chana jor garam
kamal ho ya kamala bimal ho ya bimala
bate jana sarkar nahi to hum samjhenge
ki chana jor garam
chidi mar ka pahlwan tum jiyo jiyo
assi pond ke naujawan tum jiyo jiyo
chidi mar ka pahlwan tum jiyo jiyo
assi pond ke no jawan tum jiyo jiyo
tumse kya banduk uthegi
kya chalegi talwar
dusman ager aa jaye to pahna dena haar
chana jor garam kamal ho ya kamala
bimal ho ya bimala bate jana sarkar
nahi to hum samjhege ki chana jor garam