Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chalti Nahi Insan Ki Halaat Ke Aage
|
Mahendra Kapoor | Pyare Mohan | Jackie Shroff | |||
Haathon Ki Lakeeren (1986) | Hasan Kamaal | Ghazals | |||||
chalti nahi insan ki halat ke aage
chalti nahi insan ki halat ke aage hatho ki lakiro me
hatho ki lakiro me chhupi bat ke aage
chalti nahi insan ki halat ke aage
hum log khilone hai koi khel raha hai
hum log khilone hai koi khel raha hai
hai nam kabhi waqt kabhi uska khuda hai
hum chij hai kya uski karamat ke aage hatho ki lakiro me
hatho ki lkiro me chhupi bat ke aage
chalti nahi insan ki halat ke aage
khwabo ke mahal banke ujad jate hai ek din
khwabo ke mahal banke ujad jate hai ek din
jo jan se pyare hai bichhd jate hai ek din
takdir ki manjil to hai jazbat ke aage
chalti nahi insan ki halat ke aage
ek roz hume karke andhero ke hawale
ek roz hume karke andhero ke hawale
kho jate hai jane kaha jivan ke ujale
bas rat hi kafi hai kabhi rat ke aage
chalti nahi insan ki halat ke aage
bekar hai kamzor hai insan ki dalile
bekar hai kamzor hai insan ki dalile
hukm apna chalti hai ye hatho ki lakire
har bat huyi khtam isi bat ke aage
chalti nahi insan ki halat ke aage hatho ki lakiro me
hatho ki lkiro me chhupi bat ke aage
chalti nahi insan ki halat ke aage