Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chaloon Mai Jidhar Se, Bach Ke Udhar See
|
Lata Mangeshkar | Madan Mohan | ||||
Chowkidar (1974) | Rajinder Krishan | ||||||
chalu mai jidhar se acha ji hu bach ke udhar se ha ha
hat ke udhar se nikle sab dilwale
dare ki kahi dash na mere gesu kale
haye haye maar dalo
chalu mai jidhar se bach ke udhar se
hat ke udhar se nikhle sab dilwale
dare ki kahi dash na mere gesu kale kale
aandhi jaisi chadh ke jawani aayi aai re aai re aai re
aandhi jaisi chadh ke jawani aayi
jaane kitno ki ye maut laayi laayi re laayi re laayi re
gali gali kitno ke dil tute pade hai
kitne bechare dil tham ke khade hai
ye tham ke khade hai vo tham ke khade hai
sab tham ke khade hai haye bechare
chalu mai jidhar se bach ke udhar se
hat ke udhar se nikhle sab dilwale
dare ki kahi dash na mere gesu kale kale
umariya diwani ho chal mastani
jaise kanwari nadiya ka paani
umariya diwani to chal mastani
kamar lachkake main payal bajake mai ankiya milake laga du
nigaho pe taale nigaho pe taale nigaho pe taale
chalu mai jidhar se bach ke udhar se
hat ke udhar se nikhle sab dilwale
dare ki kahi dash na mere gesu kale
chalu mai jidhar se bach ke udhar se
hat ke udhar se nikhle sab dilwale
dare ki kahi dash na mere gesu kale kale
chalu mai jidhar se bach ke udhar se
hat ke udhar se nikhle sab dilwale
dare ki kahi dash na mere gesu kale kale