The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Chalo Hasin Geet Ek Banaye, Khayalo Ko Jara Sajaye
0
Asha Bhosle, Ashok Kumar R D Burman Rati Agnihotri, Ashok Kumar
Shaukeen (1982) Yogesh Romantic Songs
Lyrics of Chalo Hasin Geet Ek Banaye, Khayalo Ko Jara Sajaye - चलो हसीन गीत एक बनाये, ख्यालों को जरा सजाये

chalo haseen geet ek banaye wo geet phir bana ke gungunaye
bahut achhe bahut achhe khayalo ko chalo jara sajaye
nashe me kyu na jhum jhum jaye

chalo haseen geet ek banaye
wo geet phir bana ke gungunaye
chalo haseen geet ek banaye
wo geet phir bana ke gungunaye
khayalo ko chalo jara sajaye
nashe me kyu na jhum jhum jaye
chalo haseen geet ek banaye
wo geet phir bana ke gungunaye
khayalo ko chalo jara sajaye aur
nashe me kyu na jhum jhum jaye

aise ye moke masti ke jhoke aate hai roz kab yaha
arman dil ke phulo se khilke hote hai roz kab jawa
to mil ke aao rang hum jamaye
nashili dhun pe nache khub gaye
khayalo ko jara sajaye aur
nashe me kyu na jhum jhum jaye

ye rangraliya sapno ki galiya mehki huyi hai aaj to
dekho ye sara badla nazara tumne jo chheda saz ko
jo ho raha hai dil me kya btaye khushi ye aaj ki kaha chhupaye
khayalo ko chalo jara sajaye nashe me kyu na jhum jhum jaye
chalo haseen geet ek banaye
wo geet phir bana ke gungunaye
khayalo ko chalo jara sajaye
nashe me kyu na jhum jhum jaye