Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chalke Teri Aankho Se Sharab Aur Jyada
|
Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan | Rajendra Kumar, Sadhana | |||
Arzoo (1965) | Hasrat Jaipuri | Masti Bhare Geet, Songs about Eyes, Romantic Songs | |||||
chhalke teri aankho se sharab aur jyada
chhalke teri aankho se sharab aur jyada
chhalke teri aankho se sharab aur jyada
khilte rahe hotho ke gulab aur jyada
chhalke teri aankho se sharab aur jyada
kya baat hai jaane teri mehfil me sitamgar
kya baat hai jaane teri mehfil me sitamgar
kya baat hai jaane teri mehfil me sitamgar
dhadke hain dil-e-khana, kharaab aur jyada
chhalke teri aankho se sharab aur jyada
is dil me abhi aur bhi jakhmo ki jagah hai
is dil me abhi aur bhi jakhmo ki jagah hai
is dil me abhi aur bhi jakhmo ki jagah hai
abru ki katari ko duaab aur jyada
chhalke teri aankho se sharab aur jyada
tu ishq ke tufan ko baho me jakad le
tu ishq ke tufan ko baho me jakad le
tu ishq ke tufan ko baho me jakad le
allah kare jore shabab aur jyada
chhalke teri aankho se sharab aur jyada
khilte rahe hotho ke gulab aur jyada