Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chala Chal Lifaafe Kabutar Ki Chaal
|
Kishore Kumar | Laxmikant Pyarelal | ||||
Deedar-E-Yaar (1982) | Sahir Ludhianvi, Kaifi Azmi, | ||||||
chala chal lifaafe kabutar ki chaal
chala chal lifaafe kabutar ki chaal
suna jaake uss shokh ko mera haal
chala chal lifaafe kabutar ki chaal
suna jaake uss shokh ko mera haal
chala chal lifaafe
tujhe uske abba ka dhadka nahi
tujhe uske abba ka dhadka nahi
ke tu ik lifaafa hai ladaka nahi
mera uske ghar mein ho haay
mera uske ghar mein hai jaana muhaal
suna jaake uss shokh ko mera haal
chala chal lifaafe kabutar ki chaal
suna jaake uss shokh ko mera haal
mujhe darr hain tujhse bigad jaayegi
mujhe darr hain tujhse bigad jaayegi
mujhe darr hain tujhse bigad jaayegi
tabiyat ki hai garm lad jaayegi
koi aisa waisa, aisa waisa
koi aisa waisa na karna sawaal
suna jaake uss shokh ko mera haal
chala chal lifaafe kabutar ki chaal
suna jaake uss shokh ko mera haal
sunaana mera haal iss zor se
sunaana mera haal iss zor se
ke bandh jaaye wo pyaar ki dor se
dikhaana kuchh apne haay hoye
dikhaana kuchh apne hunar ka kamaal
suna jaake uss shokh ko mera haal
chala chal lifaafe kabutar ki chaal
suna jaake uss shokh ko mera haal
khushi se jo tanhaayi mein jo jhum le woh
khushi se jo tanhaayi mein jo jhum le woh
khushi se jo tanhaayi mein jo jhum le woh
jo najarein bachaakar tujhe chum le wo
chura laayiyo laayiyo ho haay
chura laayiyo rang lab laal laal
suna jaake uss shokh ko mera haal
chala chal lifaafe kabutar ki chaal
suna jaake uss shokh ko mera haal