Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chal Kahin Door Chalen
|
Shashaa Tirupati | A R Rahman | ||||
Mom (2017) | Irshad Kamil | ||||||
khamoshi ke chehre the ya lagta hai ke dhoop khili
kitne din ke baad mai has ke apne aap se aaj mili
chal kahin door chalein chal kahin door chalein
chal kahin door chalein chal kahin door chalein
ranjish aur ruswayion se bewajah bechaniyon se
ranjish aur ruswayion se bewajah bechaniyon se
uljhe raston se dard ke sab bandhano se
khush nahi hai dil tu jin se
apni hi un uljhano se
chal kahin door chalein chal kahin door chalein
chal kahin door chalein chal kahin door chalein
ho kholenge-kholenge bahon ka ghera
kholenge-kholenge bahon ka ghera
jo chahe kar le andhera
suraj jaisa khilta chehra
wada kiya waada kiya khud se hi wada kiya
tootungi main na kabhi pakki hai yeh baat bhi
ghum se hai mujhko karna kinara
aisa hona hai dil aisa hona hai dil
mai hi rasta mai hi manzil
mai hi mehfil mai hi ronak
khud ko karna hai haasil
mere wo hain jo mere kaabil
khali logon se lamhon se aa ae dil
ho fasle hon fasle
ho fasle hon fasle
chal kahin door chalein chal kahin door chalein
chal kahin door chalein chal kahin door chalein
chal kahin door chalein chal kahin door chalein