Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chain Kisko Mila Zamane Me
|
Mohammed Aziz | Anu Malik | ||||
Jaaydaad (1989) | |||||||
chain kisko mila jamaane me
har koi hai kisi k4e nisaane me
raam mandir me shekh masjid me
aadami hai sharaabkhaane me
botal mein jo bhari hain maana bahot boori hain

kaante jo dusaro ko aisi chhori nahi hain
jitani boori hain duniya utani boori nahi hain ye
jitani boori hain duniya utani boori nahi hain ye
botal mein jo bhari hain maana bahot boori hain
peena bura hain phir bhi
peete hain gham ke maare
dushaman ye puraani hum jaante hain pyaare

soorat to lekin isaki pehchante hain saare

jo roj banke maare woh doghali nahi ye
jitani boori hain duniya utani boori nahi hain ye
hothon pe hain tabasum aankhon mein nafarate hain
duniyan mein har kadam par taaza adaavate hain

matlab ki yaari hain rishtey tizarate hain
ye bhi hain zaherwali par aadami nahi hain ye