The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Chahoonga Mai Tujhe Lekin Kabhi Pyar Na Karunga
0
Mohammed Aziz Laxmikant Pyarelal
Chahoonga Main Tujhe (1993) Anand Bakshi Romantic Songs
Lyrics of Chahoonga Mai Tujhe Lekin Kabhi Pyar Na Karunga - चाहूँगा मैं तुझे लेकिन कभी प्यार ना करूँगा

chahunga mai tujhe lekin kabhi pyar na karunga

tere jaisi ladkiya kitni aati hai jati hai
hay hay kis kis ladki ko apne dil me jagah mai dunga

aana hai to mere pichhe, mere pichhe chali aana

jana ho to jaha marji jaha marji chale jana hai
tere jaisi ladkiya kitni aati hai jati hai
hay hay kisi ka ek pal bhi intzar na karunga
chahunga mai tujhe lekin kabhi pyar na karunga
chahunga mai tujhe lekin kabhi pyar na karunga

yad na karunga tera nam nahi lunga
or sab dunga tujhe dil nahi dunga
yad na karunga tera nam nahi lunga
or sab dunga tujhe dil nahi dunga
tere jaisi ladkiya kitni aati hai jati hai
hay hay jan kabhi tujhpe mai nisar na karunga
chahunga mai tujhe lekin kabhi pyar na karunga
chahunga mai tujhe lekin kabhi pyar na karunga
tere jaisi ladkiya kitni aati hai jati hai
hay hay kis kis ladki ko apne dil me jagah mai dunga
chahunga mai tujhe lekin kabhi pyar na karunga

lyrics typed by: neha gupta