The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Chabake Panwa Tune Honth Laal Laal Kiye
0
Parveen Saba, Zahid Naazam Anand Milind Mithun Chakraborty
Yamraaj (1998)
Lyrics of Chabake Panwa Tune Honth Laal Laal Kiye - चबाके पनवा तुने होंठ लाल लाल किए

chabake panwa tune hoth laal laal kiye
chabake panwa tune hoth laal laal kiye
na jaane tune kitne manchale halal kiye
na jaane tune kitne manchale halal kiye
chabake panwa maine hoth laal laal kiye oo
chabake panwa maine hoth laal laal kiye
jo kaam maine kiye saare bemisal kiye
jo kaam maine kiye saare bemisal kiye

hamari chui mui bui bui bhaut akadti hai
main kaat dunga tere par kyu itna udati hai
main chalti kaichi hu teri jba katar dungi
sambhal seene ko apne main chhalni kar dungi
sambhal seene ko apne main chhalni kar dungi
maine thokar laga ke dil kai uchhal diye
maine thokar laga ke dil kai uchhal diye
jo kaam maine kiye saare bemisal kiye
jo kaam maine kiye saare bemisal kiye

na jaane kitno ka maine to bharam tod diya
chhokariya jaan ke ja maine tujhko chhod diya
tu panga mujhse agar lega to pachhatayega
tu soch le julush tera nikal jayega
tu soch le julush tera nikal jayega
julush maine tere jaiso ke nikal diye oo
julush maine tere jaiso ke nikal diye
jo kaam maine kiye saare bemisal kiye
jo kaam maine kiye saare bemisal kiye

hai jitne bal tere nikal ke hum rakh denge
jo ulte kaam karenge wo maza chakh lenge
garam hai bhejha khopadiya hamar ulti hai
zara sidha to kar lo ye katar ulti hai
tohar gaal ki lali to hum udai denge
tumhe bhi husn ki shuli pe hum chadhai denge
jo gussa humko dilaya to ek lagai denge
nazar lada ke tere hosh hum udai denge
nazar lada ke tere hosh hum udai denge
isi mahine maine pure solah saal kiye oo
isi mahine maine pure solah saal kiye
jo kaam maine kiye saare bemisal kiye
jo kaam maine kiye saare bemisal kiye

tu zid pe ad gayi hai
baat ab badh gayi hai
zara hoshiyar ho ja
ha tu bhi taiyar ho ja
nahi mujhse takrana
ja tu mere paas na aana
ja ri mud ja re titli
main to bijli hu bijli
aag ka main hu gola
mera yeh husn hai shola
nasha tera utaru
teer nazar ke maaru
bura hai mera gussa khatam kar dunga kissa
khatm kar dunga kissa khatam kar dunga kissa
isse pehle bhi maine kitne hi kamal kiye
isse pehle bhi maine kitne hi kamal kiye
chabake panwa tune hoth laal laal kiye
chabake panwa tune hoth laal laal kiye