Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Button Daba Denge
|
Kumar Sanu, Poornima | Ram Laxman | Karishma Kapoor, Rahul Roy | |||
Megha (1996) | Ravinder Rawal | Masti Bhare Geet | |||||
ladkiyo ladkiyo ladkiyo hamse na uljho
button daba denge ladkiyo hamse na uljho
button daba denge tumhare husn ka
tumhare husn ka ye balb ham bujha denge
o ladko o ladko o ladko aankh hum apni agar daba denge
o ladko aankh hum apni agar daba denge
diwano din me diwano din me tare tumhe dikha denge
ladkiyo ladkiyo ladkiyo hamse na uljho
button daba denge ladkiyo hamse na uljho button daba denge
dil jalati ho bada karti ho garam hame
dil jalati ho bada karti ho garam hame bade gusse me hai
kar denge abhi thanda tumhe bade gusse me hai
kar denge abhi thanda tumhe bade gusse me hai
kar denge abhi thanda tumhe karant karant
karant marti ho fuze hum uda denge
karant marti ho fuze hum uda denge tumhare husn ka
tumhare husn ka ye balb ham bujha denge o ladko o ladko
o ladko aankh hum apni tanik daba denge
o ladko aankh hum apni tanik daba denge
galat nahi hai agar kahde ham farod tumhe
galat nahi hai agar kahde ham farod tumhe
khuda bana ke hai uljhan me by god tumhe
khuda bana ke hai uljhan me by god tumhe
khuda bana ke hai uljhan me by god tumhe
akad na akad na akad na hamko dikhao
akad mita denge akad na hamko dikhao
akad mita denge tumhare husn ka
tumhare husn ka ye balb hum bujha denge o ladko o ladko
o ladko aankh hum apni tanik daba denge
o ladko aankh hum apni tanik daba denge
sambhalo ladko ko apne bade uchakke hai
teri tarah hi ye badmash bade pakke hai
sambhalo ladko ko apne bade uchakke hai
teri tarah hi ye badmash bade pakke hai
ye teri ladkiya ladko ko chup ke dekhti hai
ye teri ladkiya ladko ko chup ke dekhti hai
teri tarah hi ye aankho ko bada sekti hai
teri tarah hi ye aankho ko bada sekti hai
teri tarah hi ye aankho ko bada sekti hai haye haye
ha hamare husn se sara jaha roshan hai
isiliye to paresha sara nation hai
wo kaun ho jo chaka chaund pe nisar nahi
ye dil candle ki roshni ka talabgar nahi
ye chaka chaund hamne bijliyo se sikhi hai
tumhare husn ki light badi fiki hai
jo bahas karte hai wo log fool hote hai
jo bahas karte hai wo log fool hote hai
nahi ho phool nahi dam phool hote hai
nahi ho phool nahi dam phool hote hai
aadmi ho ya payjama khada kar diya hungama
aadmi ho ya payjama khada kar diya hungama
mahanga pad jayega ladna dekh warna
mera tum kya kar logi pitayi jam ke hogi
maja tujhko chakha du teri ghanti baja du
hoth hai tere andar sakal se tu hai bandar
hawa aane do jao hamara sar na khao
azab ladki hai kaisi teri aisi ki taisi
teri aisi ki taisi teri aisi ki taisi
teri aisi ki taisi teri aisi ki taisi aisi
taisi aisi taisi aisi taisi aisi taisi