Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Bulbul Ke Nasheman Par Bijli To Giri
|
Asha Bhosle | Hemant Kumar | ||||
Duniya Jhukti Hai (1960) | Rajinder Krishan | ||||||
aa bulbul ke nasheman par
bijli to giri lekn haye kambakhat
ko girne ka andaaz nahi aaya
kuch is tarah wo mere pass aake baithe hai

ki jaise aag se daman bacha ke baithe hai

ye baar baar mere dil se aa rahi hai sada

ke jaise wo
ke jaise wo meri mehfil me aake baithe hai
kuch is tarah wo mere pass aake baithe hai
karib unke huye the saza ye khub mili
karib unke huye the saza ye khub mili
ke sari duniya se
ke sari duniya se ab dur jake baithe hai
kuch is tarah wo mere pass aake baithe hai
ye jaante hai ke dushman hai aasma apna
ye jaante hai ke dushman hai aasma apna
magar dua ke liye
magar dua ke liye hath utha ke baithe hai