Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Bujhte Hue Chirag Par
|
Hemant Kumar | Hemant Kumar | ||||
Bujhte Huye Chirag Par (1955) | Madhukar Rajasthani | ||||||
bujhte huye chirag par matam manaye kaun
bujhte huye chirag par
jo usko chahta tha usko bataye kaun
bujhte huye chirag par matam manaye kaun
bujhte huye chirag par
wo khud bhi we kafan hi duniya se uth gaya hai
chahat ki maut ko hi manjil samjh chuka hai
usko tha ye bharosa ye bhi mitegi mujhpe
uski thi ye tamana ek baar koi kahede
lipte huye dilo par aansu bahaye kaun
bujhte huye chirag par matam manaye kaun
bujhte huye chirag par
duniya ko kya jarurat jalna kisi ka dekhe
uski to ye adat hai har dam ujala dekhe
lutata hai ghar kisi ka koi tamasha dekhe
kitno ki inthaan par duniya sawera dekhe
duniya ki is subha ko jalim bataye kaun
bujhte huye chirag par matam manaye kaun
bujhte huye chirag par
jal jal ke jine wale teri ye dasta hai
mitati hui nisah hai ujada huaa jahan hai
dushaman teri jamin hai dushman ye aasmaan
tu puchta hai kisse tu dhundhta hai kahan
we rang zindagi ko phir se basaye kunn
bujhte huye chirag par matam manaye kaun
bujhte huye chirag par