Lyrics of Bujha Sako To Bujho - बुझ सको तो बुझों
bujha sako to bujho
meri ek paheli bujho
bujha sako to bujho
meri ek paheli bujho
naazuk naazuk uski kamariya kamariya
kabse rang gayi hai uski chunariya
naazuk naazuk uski kamariya kamariya
kabse rang gayi hai uski chunariya
chupke chupke rahti hai
chupke chupke rahti hai sharmili raani
musafir dekh na le kahi mast jawani
dekhe jab ang piye re
tarsat ho hoth humaare
tan uska nagan ki tarah balkhaaye
tan uska nagan ki tarah balkhaaye
jo dekhe uska dil lalchaaye
koi to bujh bataye
ye to main hun, nahi kakdi
bujha sako to bujho
meri ek paheli bujho
bujha sako to bujho
meri ek paheli bujho
us pyaare ki har baat niraali
chehre par lali
us pyaare ki har baat niraali
chehre par lali
dukh sukh ke kaanto me rahne wala
dukh sukh ke kaanto me rahne wala
tufaan ki sakhti ko sahne wala
tufaan ki sakhti ko sahne wala
ek bhola bhala vanvaasi
ek bhola bhala vanvaasi
jab dekho ho dur udaasi
jab dekho ho dur udaasi
uske tan me bhari mithaas
uske tan me bhari mithaas
jab chaahun aa jaaye paas
jab chaahun aa jaaye paas
haa dil bhi khush ho jaaye
dil bhi khush ho jaaye
haa koi to bujh bataye
haa koi to bujh bataye
ye to main hun, nahi nahi ber