Lyrics of Bombay Bombay Tararam Pam - बॉम्बे बॉम्बे तारारम पम
wo hi nayi subah, par roshni wahi zarur hai
soti jab duniya, yahan jaagne ka dastur hai
yaha chalta nahi hai koi
bas bhag rahe hai sare
aur jo ruk gaya uska jeena fizool hai
aye hawa aane de chal, thoka
sapne leke aate hai yahan sare
kismat phooti, duniya luti hare
kabhi, ratton pe ye bitha de
kabhi, tujhe ye ram de
bombay bombay tararam pam
bombay bombay city never slips
bombay bombay tararam pam
bombay bombay city never slips
bombay bombay tararam pam
bombay bombay badi hi ajib
bombay bombay tararam pam
local ki patri, dhadkan iski
chai ki thapri, mehfil iski
raunak ki dekho yahan bharmar hai
lamhon me yaha, saalo ki raftar hai
har kone ke chehre hai yahan bahre
masti rang raliyon ke hai ye mare
yahan hawa mein hi nasha hai
yahan nashili raahe
bombay bombay tararam pam
bombay bombay city never slips
bombay bombay tararam pam
bombay bombay city never slips
bombay bombay tararam pam
bombay bombay badi hi ajib
bombay bombay tararam pam
hey ho ha ha
hey ho ha ha
do chai pani, do chai pani
do chai pani, do chai pani
shala ye shehar bhi ajib hai
jannat se dur par mannat ke karib hai
mangta mehnat aur chalta sirf nasib hai
building to sab bahut solid hai yaha
par rishton me woh baat kaha
aaj idhar kal udhar
kisko malum kal guzri raat kaha
koi apna nahi koi saga nahi
aisa kaun hai jisko mili saza nahi
bhook se nahi hai mara mari
par khudgarzi aur lachari
pehle kaun aage jaye
teri ya meri gadi ha
mumbai, mumbai