Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Boliya Bhangra Mahiya Tappe
|
Mahendra Kapoor, Asha Bhosle | Khayyam | ||||
Mehndi (1983) | Verma Malik | Dance Songs | |||||
boliya bhangda mahiya tappe chahe gaye kawali
mukabla kare mujhse
mukabla kare mujhse are hai koi himmat wali
mukabla kare mujhse
ho mai akeli kafi hu chahe le aa sari barat
mukabla tu kya kare
mukabla tu kya kare hai teri kya aukat
mukabla tu kya kare
dekh ke teri bhari jawani dhadak utha hai sina
tu kanch ke gilas jaisi tu kanch ke gilas jaisi
pani tere hatho se pina tu kanch ke gilas jaisi
tab to pyase hi rahoge
meri jawani ka darshan koi payega kismat wala
ke tere jaise kayi majnu ke tere jaise kayi majnu
mere nam ki fere mala ke tere jaise kayi majnu
haye meri laila
o soniye rang mehandi ka banke mai
hatho pe rahunga bichke rang mehandi ka banke mai
hatho pe rahunga bichke lagaye jo tu ankhiyo me
lagaye jo tu ankhiyo me ban jau surma pis pis ke
lagaye jo tu ankhiyo me are chal chal
chadti dhup hai rup mera or julf suhani sham
ke chanda meri kare naukri ke chanda meri kare naukri
aur tare kare salam ke chand meri kare naukri
oye naukar hi rakhlo
o sadke ha kamar teri yu lachke jaise ho phulo ki dali
ha kamar teri yu lachke jaise ho phulo ki dali
ke hak mera tujhpe bane ke hak mera tujhpe bane
tu hai mere yar ki sali ke hak mera tujhpe bane
yaha na teri dal gale sun o diwane chore
kuwari kanya pe kuwari kanya pe
kyu dale ishk ke dore
kuwari kanya pe kyu dale ishk ke dore
kurari kanya pe haye
ho goriye o dil apna khairat me dede mai hu mast kalandar
dil apna kharirat me dede mai hu mast kalandar
o leke tujhe udjaunga o leke tujhe udjaunga
mai to chir ke sat samundar o leke tujhe ud jaunga
o chal soniye chal o chal goriye chal chaliye