Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Bistar Chhod Ke So Gaya Chadar Aaud Ke So Gaya
|
Asha Bhosle | Laxmikant Pyarelal | Jeetendra, Rekha | |||
Ek Hi Bhool (1981) | Anand Bakshi | Romantic Songs | |||||
bistar chhod ke so gaya chadar odh ke so gaya

haye haye bhari jawani me mera balam budha ho gaya

bali umariya re chalke prem gagriya re
bali umariya re chalke prem gagriya re
suni meri sajaniya re julmi bada sawariya re
wo muh mod ke so gaya wo muh mod ke so gaya
haye haye bhari jawani me mera balam budha ho gaya
haye haye bhari jawani me mera balam budha ho gaya
bhigi naina kajra re tare ban gaye angare

rup jawani sab hare ek hi rat me wo sare
wade tod ke so gaya wade tod ke so gaya
haye haye bhari jawani me mera balam budha ho gaya
haye haye bhari jawani me re mera balam budha ho gaya
rutha sajan manau mai rutha sajan manau mai
usko kya kar jau mai nagan si bal khau mai
ye ungali kise dikhau mai
wo jise marod ke so gaya wo jise marod ke so gaya