Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Bismillaah Kijiye Naa
|
Nazim Ali | Pawan Muradpuri | ||||
Code Blue (2019) | Rafat Abbas Ali, Raj Sagar, | ||||||
ghisaa kalam main jina ohna kari jawa shine
hunde se chote saddi soch we se narrow mind
chija pasand bohot par man na kise cha lage
te aaj hip-hop toh nazaar na saddi hatte
likheya bohot kuch dekheya bohot kuch
taiyon assi ithe tusi soch ke he hoge gumm
dimaag pura din rehenda eko chij te
te appa turi jaande piche loki rehende cheekde
umar choti phir we seekh leya bohot kuch
mein bhke chaar kandan vich vekh leya bohot kuch
te supne vekh de wadde par na sheikh chili wangu
sochna hogeya band thwada assi kita shuru
halle tak mein ithe nai manzil rukki meri ithe
mehenat da oh faal dikhan lage har ek jaghe
lakeer he sidheyan saddi par appa he haige tede
one piece mein mere warga nai koi paida ithe
dhakke pade dhadkan pe
hum khud he khudse ladh pade
hum sar pe chadke baat kare
aur samay se dekh bhid chale hum
rakhe khwaab zinda ek insaan ke dekh do chehre
na bharosa ye kismat pe kiss taraf bhi ye chale
hai mera bada khwaab jispe bas lage mehnat
sone ko hai chota takiya par pairo pe chahiye jannat
lage ho peshe tere toh barsege ab kaise rehmat
khuda ne dia mauka maa baap ko karu sehmat
na puche kitna khwaab na badle hai misaaj
shuru se hai tayaar shuru se mic se pyaar
shuru se hai bimaar kala ka hai bukhaar
kalam se hai shikaar na badlega yeh pyaaar
na soche zindagi mei pada kitna gum
pehle se hai waqt kum aur upar se lage rakhm
naam mera sledge yaad rakhle kaam
hum shabdo ko jodke dekh phoote jaise bomb
badti chalti saansein badte hai sapne aur badte din
palkon par aake baithe ek pal agle pal lage katheen
mein banna chahta tha chirag ghar ka aur di ghis kalam
phir ghiste ghiste raasta nikalke aaya jaise jinn
unnees hai umar jawani kisko bakshe na
ab tees hai kamar meri aur dheele kapde jachte haan
hun likhne chalta zindagi pe zindagi yeh likhti kuch
hai uska faisla ki sabko sammohit tu karte jaa
han ladteja bas ladteja kehta mein khudse
kyuki koi aur na chahega mein man hi man mein hans deta
meri maa sikhati mujhko nazron mein dekh aur hasi de sabko
nafraton ki aag leke dill ye sabka bhadkega
yeh toh kuch hai bas aur baatein aisi bauhaut si hai
in rapperon ka sapna bas hai banna lokpriya
thirke sau paon samjhe na kisko kuch
tu aa kabhi aur dekh ke kaise basti ismein zindagi hai
phooti kaudi meri khokla dimaag tera
jhooti baatein bolke bole saamaj tera
hip-hop kee talab tabse kiya ab takk hustle
ek ek katal mera verse hoga katleaam khulam khulaa
kambal odhle sambhalle ye tu flow se
kappkapi lagegi yaha sae bhaagke ab tu mod le
taddtaddi sae sab kae sab naa kisme iska tol be
lafzo kee jung aur ye saathi mere fauj yaad rakh
saifan naam kaam tammaam karre aaj takk
andaaz kalam gulaam naa bana bhaag chal
halaal haraam samjhaa na mujhe saath chal
aawaaz jazbaat milaake kae bole
zindaadili banna seekha halka mann toh maut hai
khud ke hee kal sae bhidke aaj banaaya naa koi khauf hai
kalaa hai bhaari padtii sunke uddgae hosh awaaz ye
ek ek gaane sunke khud hee bole bolta bhot hai
bambai me aawaj itna kaiko hai
gully gang mein rapper sab psycho hai
sabki khabar tere bhai ko hai
aaram see baith tereko ghai kyu hai ghai kyu hai
dekh chote abhi kaise kabza kardenge
inke bhadakte shole ko sabja kar dege
chalte aara thaa ye chalte rahega
bhai tera hamesha bhalte mein rehga
ye rap wala scene bhi toh khatin hai
garma garam jaise bambai ki cutting hai
bina dhanthing ki betting hai
sab chokre hard amazing hai
chod denge bars toh patte firenge
nakli wale rapper sab jhatt se girenge
mai poora tu aadha mai speed tu sada hai
machane me kami nahi chodenge waada hai
screaming rule worldwide cause we all caps locked
i know its hard for your girl just to keep her hands off
no gulu gulu im in my prime no hulu
but she can get the osho fosho i be ya guru guru
onwards upwards no downward dog
and if you go too fast you are bound to fall
fake likes and fake hype you found applause
with your imaginary fans you are now the boss
gully gang, keep it a century
put the pen to paper penetrate bars like penitentiaries
no fictional stories anytime anybody mentions me
ten of you couldnt tear the club the way that i do tremendously get accustomed the clothes is all custom
young bappi lahiri take an hour through customs
im straight savage on the silver screen
anyone can get it but you cant afford my guillotine