Lyrics of Billori Meri Aankh Ke Ishare Pe Lut Gaye - बिल्लोरी मेरी आंख के इशारे पे लुट गए
sab ki nazar meri nazro pe
mat, samjho mujhko khabar nahi
mere roop ke charche jaha na ho
aisi koi dagar nahi aaye haye
dhup dhup mere roop ki chamki
damki re mai diamond se damki
dhup dhup mere roop ki chamki
damki re mai diamond se damki
bijli maare lashkare
meri keh ke ayes ke dware
sab dahal rahe hai doore hai
billori meri aankh ke ishare pe
lut gaye banaras ke chhore
billori meri aankh ke ishare pe
lut gaye banaras ke chhore
sare mohalle me noor mera faila
sare bane majnu bola tu meri laila
sare mohalle me noor mera faila
sare bane majnu bole tu meri laila
gali ho mohalla ho ya ho bajariya
meri adao pe sab ki nazariya
dil me dalu daaka, mai hu roop nagar ke pataka
sab dahal rahe hai doore
billori meri aankh ke ishare pe
lut gaye banaras ke chhore
billori meri aankh ke ishare pe
lut gaye banaras ke chhore
hoyi nain mataka kar ke dekh le
akka bakka kar ke dekh le
ho nain mataka kar ke dekh le
akka bakka kar ke dekh le
ho gujarati ya bangali sindhi ho ya farasi
bhari padega banarasi tujhe
bhari padega banarasi
arre bhari padega banarasi tujhe
bhari padega banarasi
zalim se lad gayi re aise nazariya
lut gayi lut gayi re lut gayi gujariya
zalim se lad gayi re aise nazariya
lut gayi lut gayi re lut gayi gujariya
aisa lagaya bhari ne ek jhatka
ishq ki koti pe jaake dil atka
mitt gayi na sab shanka
baja baja na banaya is ka danka
are sab dahal rahe hai doore
billori teri aankh ke ishare pe
lut gaye banaras ke chhore
billori meri aankh ke ishare pe
lut gaye banaras ke chhore
billori meri aankh ke ishare pe
lut gaye banaras ke chhore
billori meri aankh ke ishare pe
lut gaye banaras ke chhore