Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Bikhri Zulfon Ko Sajaane Ki Ijaazat De Do
|
Alka Yagnik, Kumar Sanu | Nadeem Shravan | ||||
Tadipaar (1993) | Sameer | ||||||
bakhri zulfon ko sajaane ki ijaazat de do
bakhri zulfon ko sajaane ki ijaazat de do
ha mujhe paas aane ki ijaazat de do
dil bhi kya chiz hai roke se nahi rukta hai
love se sabnam ko churane ko ijaazat de do
khwab aankho main basane ki ijaazat de do
raate ragin banane ki ijaazat de do
dil bhi kya chiz hai roke se nahi rukta hai
bekarari ko mitane ki ijaazat de do
bakhri zulfon ko sajaane ki ijaazat de do
paas aata hoo sanam dur chala jata hu
paas aata hoo sanam dur chala jata hu
kitna najuk hai badan chune se ghabrata hu
pyasi nazaro se bujhane ki ijaazat de do
ha mujhe paas aane ki ijaazat de do
dil bhi kya chiz hai roke se nahi rukta hai
love se sabnam ko churane ki ijaazat de do
khwab aankho mein basane ki ijaazat de do
pyar ka khwab ho tum meri nigao mein raho
pyar ka khwab ho tum meri nigao mein raho
banke dhadkan dilwar dil ki panaho mein raho
mujhko sanso mein basne ki ijaazat de do