Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Bijli Si Kadke
|
Dilraj Kaur | Sukhwinder Singh | ||||
Dharam Ka Insaf (1993) | Nandi Khanna | ||||||
jaan kadlaiya beimana haye re meri baah fadke
jaan kadlaiya beimana haye re meri baah fadke
na jane mere ang ang me haye na jane mere ang ang me
haye ye kaisi bijli si kadke jaan kadlaiya beimana
haye re meri baah fadke jaan kadlaiya beimana
haye re meri baah fadke na jane mere ang ang me haye
na jane mere ang ang me haye ye kaisi bijli si kadke
jaan kadlaiya beimana haye re meri baah fadke
jaan kadlaiya beimana haye re meri baah fadke
rang layi teri chedkhan sajna machal uthi hai ye jawani sajna
aaj mujhe nind nahi aani sajna
tune jo lagai hai vo mithi mithi aag
shola kyu na bhadke jaan kadlaiya beimana
haye re meri baah fadke jaan kadlaiya beimana
haye re meri baah fadke
raat nashili hai sharab ki tarah mai bhi khili hui hu gulab ki tarah
tu bhi chada mujhpe shabab ki tarah
dekh tujhe milne ka kitne zoro se
mera dil dhadke haye re jaan kadlaiya beimana
haye re meri baah fadke jaan kadlaiya beimana
haye re meri baah fadke
le le mujhe baho me dekhta hai tu kya
pyas mere tan ki tu hotho se bhuja
ab saha jata nahi aur na sata
haye tera jadu ab bolne laga hai
mere sar chad ke haye jaan kadlaiya beimana