Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Bichhad Gaye Hai Jo Raste Me
|
Sharda | Shankar Jaikishan | ||||
Kaanch Ki Deewar (1986) | Kafil Azar | Intezaar | |||||
bichhad gaye hai jo raste me
kahi na unka pata milega bichhad gaye hai jo raste me
kahi na unka pata milega banega ye dil kisi ki manjil
ab is tamana se kya milega bichhad gaye hai
bas ek pathar ko humne puja bas ek saye ko humne chaha
bas ek saye ko humne chaha hamari nadaniyo ka jane
kaha talak silsila milega hamari nadaniyo ka jane
kaha talak silsila milega bichhd gaye hai
na aas koi na pas koi akele kab se bhatak rahe hai
akele kab se bhatak rahe hai na ab milega koi thikana
na ab koi aasra milega na ab milega koi thikana
na ab koi aasra milega bichhd gaye hai
shikayate kyu kare kisi se nasib me ye likha tha apne
nasib me ye likha tha apne jise banaya tha humne apna
kaha wo dil ka khuda milega jise banaya tha humne apna
kaha wo dil ka khuda milega bichad gaye hai jo raste me
kahi na unka pata milega banega ye dil kisi ki manjil
ab is tamana se kya milega bichhad gaye hai