Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
![]() |
Bhula Sako To Bade Shauk Se Bhula Do Mujhe
|
Udit Narayan | Ravi Pawar, Sayed Ahmed | Rajesh Khanna | |||
Wafaa (2008) | Shab Ilhabadi | ||||||
bhula sako to bade shauk se bhula do mujhe

magar mai kaise bhula du tumhe, bata do mujhe

siwa wafa ke meri jindagi me kuchh bhi nahi

wafa jurm hai to is jurm ki saja do mujhe
bhula sako to bade shauk se bhula do mujhe
lipat na jaau mai daman se ye khayal rahe

tumhe ye haq hai ke tum khak me mila do mujhe