Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Bhool Ke Din Agle Pichle
|
Kavita Krishnamurthy, Padmini, Abhijeet, Sudesh Bhosle, Sadhana Sargam | Anand Milind | Mithun Chakraborty, Jeetendra, Sonu Walia, Amrita Singh, Dimple Kapadia | |||
Dil Aashna Hai (1992) | Majrooh Sultanpuri | Masti Bhare Geet, Romantic Songs | |||||
bhul ke din agle pichle pyar kiya aur chal nikle
bhul ke din agle pichle pyar kiya aur chal nikle
kabhi yaha kabhi waha le jaye dil chahe jaha
bhul ke din agle pichle pyar kiya aur chal nikle
bhul ke din agle pichle pyar kiya aur chal nikle
aisi hi teri bato se jani hota hai ye dil pareshan
pankh hamare tut hi jaye itna udo na meri ja
dharti na badali ambar na badla diwana dil kase badle
bhul ke din agle pichle pyar kiya aur chal nikle
bhul ke din agle pichle pyar kiya aur chal nikle
maine luta ke dil aur ja paya hai tumko mahrba
meri diwani tum ho to dilbar humko ada ye pasand hai
pyale me khali madira nahi hai isme tumhara bhi rang hai
jab itne ache tum ho to janam dil mera kaise na machle
bhul ke din agle pichle pyar kiya aur chal nikle
bhul ke din agle pichle pyar kiya aur chal nikle
mana maine jana maine tujhse lagaya dil
tujhse saji hai mere arma ki mahfil
kitna mai chahu tujhe kah nahi sakta
tujh bin ek pal rah nahi sakta
tujhko pane ke liye marta hai dil mera
aur milu tujhse to darta hai dil mera
mastana banke agar lahrauga
giruga mai aisa ke sambhal nahi pauga
pahle hi mai to paresah hu mere dilbar
mujhko satana nahi itna machalkar
meri majburi ko samjh meri janeman
mere piche padi ek pyar ki dushman
meri majburi ko samjh meri janeman
mere piche padi ek pyar ki dushman
tharo meri ja pyar kiya hai maine tujhe zindagi me
mere liye duniya se ladayi ho jane do ashiki me
aisa na hoke hum hi hamari hum dono ko mar dale
bhul ke din agle pichle pyar kiya aur chal nikle
kabhi yaha kabhi waha le jaye dil chahe jaha
bhul ke din agle pichle pyar kiya aur chal nikle