Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Bheegi Bheegi Aankhe Aankho Me Hai Pani
|
Asha Bhosle, Kishore Kumar | R D Burman | Zeenat Aman, Dev Anand | |||
Ishk Ishk Ishk (1974) | Anand Bakshi | Romantic Songs | |||||
bheegi bheegi aankhe aankho me hai pani
kissa kya hai babu kah de ye kahani
o seene se laga lungi mai teri pareshani
bheegi bheegi aankhe aankho me hai pani
kya karogi sunker tum meri kahani
o seene se laga lungi mai teri pareshani
bheegi bheegi aankhe aankho me hai pani
jate rahe ho gaate rahe ho tum
parvat parvat basti basti geet vo
choda bhi kya tumhi todoge kya tumhi
hansne hasane ke geet ho
humne tumse sikha kya hai jindgani
humne tumse sikha kya hai jindgani
o seene se laga lungi mai teri pareshani
bheegi bheegi aankhe aankho me hai pani
pooja gadi tyaar hai aayi
bhule nahi abhi tumne jo ki kabhi
humpe kitni maharbaniya
rote huye sabhi hansne lage suni
pyari pyari tumse kahaniya
rahne do na chedo hogi maharbani
rahne do na chedo hogi maharbani
o seene se laga lungi mai teri pareshani
bheegi bheegi aankhe aankho me hai pani
kissa kya hai babu kah de ye kahani
o seene se laga lungi mai teri pareshani
bheegi bheegi aankhe aankho me hai pani
pooja gadi tyaar hai aayi seene se laga lungi mai
seene se laga lungi mai seene se laga lungi mai